Friday, April 8, 2011

Sikandar mahaan

Sikandar mahaan ne apne jivan me bahut c daulat ekkatti ki. Etni ki jitni uski 7 pidiyo k liye kaafi thi or balki es se jyada he thi. Jyada daulat k laalch ne use daulat ka bhukha bna diya tha vo hr samay jyada se jyada daulat ekkatti krne ki sochta rehta tha. Ek din uski tbiyat bigad gyi, usne elaaj kraya pr vo thik na ho ska. Usne unche se unche baid ko apna rog dikhaya pr uski tbiyt me koi v sudhar nhi hua. Tb usne ek baid sd pucha ki mere rog ka koi elaaj h? To baid bnla, nhi maharaaj. Sikandar fir bola- ki to fir eska rog ka elaaj mout h kya? To baid bola- haan maharaaj. Tb sikandar bola kya mai apni puri daulat ki taakat lga kr v khud ko nhi bacha sakta? To baid bola- nhi maharaaj, es rog ka koi elaaj he nhi h. Tb sikandar ne kaha ki jb mai mar jaau to mere haath mere kafan se baahar nikal dena, taaki sbko pta chale ki es duniya me chahe jitni v daulat kma lo pr jana khaali haath he padta h.

No comments:

Post a Comment