Mene apni 11th or 12th R.E.I. Dayalbagh se ki. R.E.I. me kaafi acche se padhayi hoti thi. esliye hum thodae se padhayi se bore bhi ho jate the. mera ek dost tha virendra, use class bunk krne ka bda sauk tha. hum us se jalte the ki ye saari class bunk kr leta hai or hum class me bhait k pakte rehte hai., fir humne us se bunk ki technquies puchi to uisne hume btaya or humne bhi clg ki diwaar khud k class bunk krna start ker diya. class bunk k baad hum movie dhekne jate the or bahut c jagah ghumte bhi the. es maamle me pese kharch krna virendra ka he kaam hota tha or hum logo pr jb bhi pese hote the tb hum use vaapas kr dete the. ek baar to hum pakde bhi gye or principle ne papa ko bhi bula liya tb hum sb me khub maar pdi or humne padhyi start kr di.
Thursday, February 17, 2011
i love bunked in school time.

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment