Sunday, January 23, 2011

mehenge school kr rhe hai jeb dhili.

jahan acchi education pana hr childka dharm hota tha, vahan shahar me kukurmutte ki tarah khule schools ne parents ki life narak bna di hai. school ki books se lekr drees tak ki kharid me parents ko luta ja rha hai. middle class family ko acche schools me bacche padhane ka sapna ab kafi bhari pad rha hai. en scools me bacche padhane vane parents apna matha pakad k bhete hai. ye sb dekh k lagta hai, education society ko ek nyi deisha dikhane ka jariya nhi apitu ek dhandha hai or ye schools pese lutne ki dukaan.

No comments:

Post a Comment