Saturday, January 29, 2011

Save water




PANI PURI EARTH K LIYE KAFI JARURI TATV HAI. PANI K BINA EARTH PE LIFE KI KALPNA BHI NHI KI JA SKTI HAI. FIR BHI LOG AAJ ESKA MAHTAV BHULTE JA RHE HAI OR PANI KA MISUSE KR RHE HAI. PURI DUNIYA ME AAJ BHI BAHUT SE AISE ESTHAAN HAI JAHAN LOG PANI KI EK-EK BOOND K LIYE MIELO KA SAFAR TAYE KRTE HAI. JIN LOGO KO PANI ASAANI SE MIL RHA HAI, VO ESKI  IMPORTANCE NHI SAMJH RHE HAI OR LGATAAR ESE BARBAAD KR RHE HAI. AGAR TIME REHTE MANUSYA NHI SUDHRA TO ES DUNIYA KA ASTITAVB JALDI HE MIT JAYEGA.

Wednesday, January 26, 2011

child labor.


 child labor is not good for our society.  child kisi bhi samaaj ka future hote hai or agar hum enhe ek accha aaj nhi denge to ye apna kl kese behtr bna payenge or kese ek new samaaj ka nirmaad karenge. child labor baccho ki niwv kamjor krta hai or jis building ki niev kamjor hogi vo kbi bhi thik se khadi nhi ho skti. apne samaaj ka future save krne k liye hume child labor k khilaaf turant ekjut hokar khada hona hoga.

Monday, January 24, 2011

rakhvale he tod rhe niyam

Pure shahar me helmet abhiyaan teji se chal rha hai. log bhi ab es oor apna pura dhyaan deene lge hai or apni suraksha k liye ghar se he helmet pehen k nikalte hai, but jahan aam janta es rule ka paalan krti hui nazar aa rhi hai. wahin es rule k rakhwale (police) es rule ko todte hue nazar aate hai. kayi police wale to bina helmety k 3-3 logo k saath vina kisi dar k choraaho se gujrte hai or apne saath aam janta k jivan ko bhi khatre me daalte hai. enhe dhekne or rokne vala koi nhi hai.

Sunday, January 23, 2011

mehenge school kr rhe hai jeb dhili.

jahan acchi education pana hr childka dharm hota tha, vahan shahar me kukurmutte ki tarah khule schools ne parents ki life narak bna di hai. school ki books se lekr drees tak ki kharid me parents ko luta ja rha hai. middle class family ko acche schools me bacche padhane ka sapna ab kafi bhari pad rha hai. en scools me bacche padhane vane parents apna matha pakad k bhete hai. ye sb dekh k lagta hai, education society ko ek nyi deisha dikhane ka jariya nhi apitu ek dhandha hai or ye schools pese lutne ki dukaan.

Thursday, January 20, 2011

NOW START MOBILE PORTIBILITY IN INDIA.

20 JAN. 2011 SE INDIA ME MNP (MOBILE NUMBER PORTIBILITY) START HO GYI H. YE KAFI BDIYA SERVICE H, BT INDIA K VILLAGE K LOGO KO ESE SAMJNE ME THODA TIME LGEGA. ES SUVIDHAK ANTRGAT AB HM KISI BHI MOBILE COMPANY KO USE KR SKTE H, BINA APNA NO. CHANGE KIYE. NO. CHANGE KRNE K LIYE HUME APNE PH. SE -PORT<BLANK SPACE> APNE MOBILE KA NO. TYPE KRNA PADEGA OR ES MSG KO 1900 PR BHAIJNA H. 4 DIN ME HM JO COMPANY CHAHTE VO MIL JAYEGI.

there is no system in Dr. B.R.A. University.

Dr. B.R.A. Uni. me koi system nhi h, yahan hr kaam "GOD JI" k bharose chalta h. kl mai apne ek frnd k saath form lene Uni. gya tha to dekha form lene k liye girls or boys ki alag-2 lines thi mgar fir bhi boys gisls ki lines me huse aarhe the or vahan koi bhi unhe dhekne or rokne vala nhi tha. etna hi nhi jese -tese hmne form liya or use fill kiya but jb hm vo form jma krne gye to dheka ki vahan to or jyadaburi haalat thi, hr student pareshaan tha. ye sb dekh k lga - hey BAGVAAN kya hoga es Uni. ka. yahn sb kaam papers me he hote h, real me kuch nhi.  

BCCI ki big mistake


19 feb. se world cup 2011 start horha h. indian team bhi puri tarah se taiyar h. pr BCCI ne indian team k selection me ek bdi galti kr di h. BCCI ne es baar ki indian team me ek he wicket-keeper rakha h. jbki km se km 2  wicket-keeper hr team me hote h. agr ek w.k. injured hota to indian team khatre me aa jayegi or indian team k saath ye problem or h k indian team ka captain he w.k. h. agar w.k. injured hiota h to indian team ka caption badal jayega. pr ab kya ho skta h, ab to hm dua he kr skte h ki hmare captain ko kuch na ho.

sachin ne BAPU ko piche kiya.


TRA (Trust research advisory) ki ek report k anusar or india study 2011 k anusaar agar visvaas ki baat  ho to india me NOKIA sbse  bharosemand brand mana jata hai or second number pr TATA aata hai. esi report k anusaar 3rd no.pe SONY, 4th no. pe LG, 5th no. pe SUMSUNG, 6th no. pe RELIANCE, 7th no. pe MARUTI, 8th no. pe LIC, 9th no. pe AIRTEL, 10th no. pe SAMSUNG HAI. es report me kuch famous celebrity bhi saamil kiye gaye hai, jisme ki SACHIN TENDULKER ko 59th or MAHATMA GANDHI ko 232th no. pe rakha h. 

Tuesday, January 18, 2011

manav k kukritya




aaj manav whole world ka sarvnaash kr diya h, aaj ka manusya nadi, earth, ozone layer, trees sbko naash ki taraf agarsar kr diya h. pure sansaar ki matti si kharab kr di hai. hr taraf pollution he pollution hai. water, air, electronic, sound hr tarah k pollution me bahut teji se manav k kaarad he bdava ho rha hai. etna sb hone pr bhi manav ko apni galti ka jra bhi ehsaas nhi hai or agar ese roka na gya to jald he manav puri earth ko nast kr dega. 

Monday, January 17, 2011

Agra Polythene matter

Here is a very big problems in Agra bcoz polithene has banned and the problem is occuring that to carry particular things. and substitute polythene which are made by the paper are very expensive...whts ur opnion???